- Mango ke fayde, kaccha aam mai bohot Matra mai vitamin C rehta hai, aur pakka aam mei vitamin A paya jata hai, iske alawa Dant saff, fever, Sardi, khanshi ke liye bohot faydeman, Jack- katahal me bohot jada vitamin A paaya jata hai, jisse khana ko hajam karne Mai aur ankhon ke liye bohot hi karigar sabit hoti hai, iske alawa fiber bhi paya jata hai Jo constipation patient ke liye achhi hai,
- Lichi Lichi mai vitamin C rehta hai, lichi khane se khane ka swaad bhi barta hai, iske alawa fever,cold, cough, stomach pain yeh sab se dur rakhne k liye kafi madadgar. Pineapple - pineapple mai vitamin C joki kidney ko achha rakhne ke liye kafi madadgar hai. lekin kabhi bhi pregnant mahilao ko dudh ke sath pineapple khilana nhi chahiye,
- watermelon - Tarmuj ko garmi ke time pe achha dost bhi kaha jata hai, Tarmuj paani ka pyaash bujhati hai, iske alawa fever, cold , constipation yeh sab bimari se dur rakhti hai, kidney aur pet ke liye achhi labh dayek hai.
- Blackberry jamun mai bohot hi jada mineral resource rehta hai.isey khane se dysentery, vomiting yeh sab bimari ko thik karne mai bohot jada madadgar hai,
Bell ke sarbat hamare pyaash bujhane ke liye ek daba ka Kam karti hai. Iske alawa bhi pet saff rakhne ke liye aur constipation, dysentery thik karti hai.uske alawa bhi sarir ko taqat pradan karne mai bohot hi karigar sabit hai,
Lemon Nimbu vitamin C ka mai source hai,nimboo Mai vitamin C rehne ka karon isey khane se skin achha aur soft rehta hai. Issey fever cold cough se dur rakhta hai,
- Papaya papita me papine namak hoti hai Jo khane ko digest karne me madad karti hai. Akhon ko liye bhi achha karigar sabit hoti hai. Blood ko jamnese rokta hai.
- Pomegranate anar ko kaha jata hai swarg ka fall, Anar Swad aur Gunn Mai har dik se agey hai. anar me seluloge hone ke karon constipation dur karta hai iske alawa bhi sarir ke blood ki kami ko pura karta hai.
- Banana kela fiber ka achha source hai potassium, Vitamin B6, vitamin C paaya jati hai, kela weight gain karne me kafi madad karti hai, iske alawa bhukk mitane me, Dysentery, Diarrhoea , constipation se dur rakhta hai.
- Coconut nariyal Pani hamre sarir ke minerals kami ko pura karti hai. Agar ap kamjor feel karte ho toh isey pine se saline ki tarah Kam karta hai.
- Olive Jaitoon khane ka swad barati hai aur hamare sarir ke skin ko soft rakhne ke liye bohot karigar hai,
- khajur khaju sarir ko taqat pradan karti hai pyash aur kamjori bhi dur karti hai
- Orange Santra mai bohot hi jada vitamin C paaya jata hai. Santra khane se cold fever skin ke bimariya ko thik karne me kafi madad karti hai
0 Comments